Islamic Health Insights is a blog dedicated to providing valuable information on the intersection of Islamic teachings and modern healthcare. Our mission is to educate and empower individuals to make informed decisions about their health and well-being based on the principles of Islam. We cover a wide range of topics related to Islamic health, including nutrition, mental health, natural remedies, and more. Our team of writers and experts is passionate about sharing their knowledge.

Header Ad

Saturday, May 16, 2020

Husband and Wife Love / Wazifa kisi ke dil mein apni jaiz mohabbat

Husband and Wife Love / Wazifa kisi ke dil mein apni jaiz mohabbat

Miya Biwi Ki Mohabbat Ka Wazifa | Dua For Lost Love



Wazifa kisi ke dil mein apni jaiz mohabbat dalne ke lie hai jis ko aap sachay dil se chahte ho or us se shadi karna chahte ho un ke liye karein. Wazifa karne se pehlay kuch sadaqa khairat kar dien or 
2 rakat nafil Namaz-e-hajat parh lein. 
Wazifa Thursday or Friday ki darmiyani raat ya phir Sunday or Monday ki darmiyani raat ko shru karein or time rozana Isha ki Namaz ke baad karein. 


Durood Shareef    11 time

Ya Wadoodo, Ya Raufu, Ya Raheemu   300 time
Durood Shareef    11 time

Durood-E-Ibrahim | Islamic quotes, Islam, Allah




Durood-E-Ibrahim | Islamic quotes, Islam, Allah

parhein parhne ke baad aap jis se mohabbat karte ho apni eyes close kar ke us ka tasawur karein or phoonk marein , phoonk marne ke baad Allah se Dua mange, Dua mangnay se pehlay bhi Durood Pak parh lein or jise bhi chahte hein ye Dua karein ke Ya Allah us ke dil mein meri mohabbat paida kar de or meri is se shadi ho jaye. Dua sachay dil se mange, Wazifa ki muddat kam az kam  phir 41 din tak karein agar aap yaqeen ke sath karengay to Allah Ta'la aap ki murad jald hi poori kar dega. Yaqeen kamil ke baghair kisi bhi kaam mein kamyabi hasil karna bohat mushkil hai, Allah har kisi ko sachi mohabbat ki khushya ata farmaye. (Aameen)

1 comment:

Featured Post

what islam say about health issues

The Islamic Point of view on Well-being: An All encompassing Way to deal with Prosperity   what islam say about health issues ? Presenta...

Blog Archive

Ad footer