Islamic Health Insights is a blog dedicated to providing valuable information on the intersection of Islamic teachings and modern healthcare. Our mission is to educate and empower individuals to make informed decisions about their health and well-being based on the principles of Islam. We cover a wide range of topics related to Islamic health, including nutrition, mental health, natural remedies, and more. Our team of writers and experts is passionate about sharing their knowledge.

Header Ad

Sunday, May 17, 2020

Weham Or Shaitani Waswaso Ka Rohani Ilaj In Urdu

Shaitani Waswason Ka Asaan Aur Behtar ilaaj Wazifa for Android ...


Weham Or Shaitani Waswaso Ka Rohani Ilaj In Urdu


Weham or shaitani waswaso ke hifazat k liye ta husool e maqsad awal o aakhir 11 11 martaba Durood Sharif ke sath rozana 4896 martaba Ya Momino parhein.

Durood Sharif     11 times
Ya Momino         4896  times
Durood Sharif     11 times

Ya Mukminu Parhne Ki Fazilat | Al Momino | المؤمن پڑھنے کی فضیلت ...
Or is ke sath sath is par bhi amal karein.
Agar mareez ko weham ki ziyadti ki waja se junoon (Pagal pan) ka dar ho raha ho, din bhar tarah tarah ki khayalat satate rehte ho, neend bohat kam aati ho to neechay likhe hue nuskha use karein. Is ke mutawatar 21 din ke use se ye beemari door ho kar mareez ki tabiyat durust ho jati ha.

Tarbooz ke gooday ko nichor kar nikala huwa pani pao bhar, cow milk pao bhar, misri dhai tola 1 safed bottle mein daal kar raat ko chaand ki roshni mein kisi khonti waghera par latka dein or subah nihar moo hi mareez ko pila dein. Is tarah 21 din tak pilate rahein, din badin weham mit'ta jaye ga.


No comments:

Post a Comment

Featured Post

what islam say about health issues

The Islamic Point of view on Well-being: An All encompassing Way to deal with Prosperity   what islam say about health issues ? Presenta...

Blog Archive

Ad footer