Islamic Health Insights is a blog dedicated to providing valuable information on the intersection of Islamic teachings and modern healthcare. Our mission is to educate and empower individuals to make informed decisions about their health and well-being based on the principles of Islam. We cover a wide range of topics related to Islamic health, including nutrition, mental health, natural remedies, and more. Our team of writers and experts is passionate about sharing their knowledge.

Header Ad

Saturday, May 16, 2020

Husband or kids control anger /Shohar Ka Gussa Control Me Karne Ka Wazifa

kisi ka gussa kam karny ka wazifa | Gussa Khatam Karne ka Qurani ...
Gussa or Zid Khatam Karne Ki Dua In Hindi ,” Gussa ek insan ka dushman hota hain. Apne Gussa se uske sab kaam apne aap bhigdte hi chale jate hain. Ek insan apni zuban aur gusse ko control nhi kar pata hain, jiski wajah se wo har kisi shaks se ladai jaghra karta hain. Agar gusse ko kabu me kar liye jata hain to insan ki zindgi sudar jati hain. Har biwi chahti hain ki uske shohar ka gussa khatam kese ho. Hum sabhi ke liye gussa khatam karne ki dua, wazifa,amal pesh kar rhe hain.

Gussa Ko Kabu Me Karne Ke Liye

Hum apko gusse or man ko kabu me karne ke liye wazifa, amal or taweez denge. Ye apke ya kisi bhi shaksh ke gusse ko shant kar denga. Wazifa insan ke tanav ko kam karta hain. Taweez se insan ke man or deemak ko kabu me kiya jata hain. Sirf 9 din ke liye humse liya hua amal karna hoga, isme jalali aur jamali ka koi parehaz nhi hain. Aap bina dare kar skate hain.

Zid Khatam Karne Ke Liye

Bachye na samaj hote hain. Wo kisi bhi cheez ko lene ke liye dod padte hain. Kuch bachye ziddi hote hain. Wo ek baat par aad jate hain, to wo usse lekar hi rahte hain. Aise Bachyo ki zid khatam karne ke liye apko wazifa ki zurarat hoti hain. Hum apko taweez bhi denge. Ye taweez itna asardar or nayab hain ki apka bacha ya koi bhi zid karni chor dega. Kisi ki zid khatam karne ke liye ye wazifa bahut acha hain. Ye wazifa apko 11 dino tak karna honga. Iss wazifa ko apko karna bhi batayege.

Shohar Ka Gussa Control Me Karne Ka Wazifa

Biwi shohar ke mukable zyada mohabbat karne wali hoti hain. Eske ander mohabbat ka tufani samunder hi hai jisaki wajah se nasle insani ka wajud or badotri jari hain, agar biwi ke sath puri mohabbat ki jaye or shohar ki taraf se use jahni sukun mil jaye to samaj ki anekon buraiya khatam ho sakti hain. shohar ke bure suluk se nijat pane ke liye esha ki namaz ke baad biwi awwal aakhir 11-11 baar Darood Sharif ke sath pare.

Darood Sharif               11 time
(al-Ambiyā’, 21 : 69)        101  time
(Āl-i-‘Imrān, 3 : 134)       101 time
Darood Sharif               11 time


Darood-e-Ibrahimi Logo Vector (.EPS) Free Download
-----------------------------------------------------------
قُلْنَا يَا نَارُ كُونِي بَرْدًا وَسَلَامًا عَلَى إِبْرَاهِيمَ   
ہم نے فرمایا: اے آگ! تو ابراہیم پر ٹھنڈی اور سراپا سلامتی ہو جا
We said: ‘O fire, be cool and become absolute safety for Ibrahim (Abraham).’
(al-Ambiyā’, 21 : 69)
-----------------------------------
الَّذِينَ يُنفِقُونَ فِي السَّرَّاءِ وَالضَّرَّاءِ وَالْكَاظِمِينَ الْغَيْظَ وَالْعَافِينَ عَنِ النَّاسِ وَاللّهُ يُحِبُّ الْمُحْسِنِينَ
یہ وہ لوگ ہیں جو فراخی اور تنگی (دونوں حالتوں) میں خرچ کرتے ہیں اور غصہ ضبط کرنے والے ہیں اور لوگوں سے (ان کی غلطیوں پر) درگزر کرنے والے ہیں، اور اللہ احسان کرنے والوں سے محبت فرماتا ہے
They are the ones who spend in the cause of Allah whether they are affluent or indigent (in both the conditions), sublimate their anger and tolerate (the faults of the) people; and Allah loves those who are benevolent.
(Āl-i-‘Imrān, 3 : 134)

-----------------------------------------
Darood-e-Ibrahimi Logo Vector (.EPS) Free Download
agar aap ke shohar khud nahi parengay to aap unhein pani par dam kr ke pila dein. Is ki koi tadad nahi hai, jab moqa mile ye Ayat parhti rahein or raat ko pani pr dam kar ke pila dein.

No comments:

Post a Comment

Featured Post

what islam say about health issues

The Islamic Point of view on Well-being: An All encompassing Way to deal with Prosperity   what islam say about health issues ? Presenta...

Blog Archive

Ad footer