Islamic Health Insights is a blog dedicated to providing valuable information on the intersection of Islamic teachings and modern healthcare. Our mission is to educate and empower individuals to make informed decisions about their health and well-being based on the principles of Islam. We cover a wide range of topics related to Islamic health, including nutrition, mental health, natural remedies, and more. Our team of writers and experts is passionate about sharing their knowledge.

Header Ad

Sunday, July 19, 2020

Wazifa Baraye Taskheer E Khalaq

📿 Wazifa Baraye Taskheer E Khalaq 📿
Pyare Aziz Dosto ... Aaj Mai Aapke K Liye Taskheer E Khalaq Ek Bada Hi Aasan Aur Mujarrab Wazifa Laya Hu.
Jo Insaan Rozaana Post Ke Sath Attach Kiye Huye Isme Mubarak Ko Har Din 360 Bar Awwal Aakhir 3 Martaba Durud Sharif Ke Sath Padhega Uski Taskheer E Khalaq Hogi Aur Uske Paas Makhlooq Ka Huzum Ho InshaAllah.

Is Wazife Ko Baad Namaaze Fajar Padhege To Bahetar Hoga. Wazife Ko Shuru Karne Se Pahele Kisi Mithi Chiz Par Peeran E Peer Roshan Zameer Sarkar Gausul Aazam Dastagir Shaikh Abdul Qadir Jilaani R.A. Ke Naam Se Jumeraat Ke Din Fateha Dilaaye Aur Iska Isaale Sawaab Unki Ruh Ko Bakshe Fir Us Mithai Ko Baat De Aur Khud Khale.
NOTE :- Is Amal Se Pahele Rs.11/- Kisi Garib, Yatim Ya Bewa Ko Is Amal Ki Niyat Se Sadka Kare Aur Baaki Amal Ki Wahi Sharayat Hai Jo Maine Apne First Post Me Likhi Hai. Is Amal Ko Nek Niyat Aur Jayez Maqsad Rakhne Wale Hi Kare Warna Gunehgar Aur Apne Nuqsaan Ke Khud Zimmedar Hoge.
JazakAllah..!
Aap Ki Dua Ka Taalib..!
Page Ko Like & Share Kare 📲

No comments:

Post a Comment

Featured Post

what islam say about health issues

The Islamic Point of view on Well-being: An All encompassing Way to deal with Prosperity   what islam say about health issues ? Presenta...

Blog Archive

Ad footer